Shab-E-Barat Kya Hai(शब-ए-बारात क्या है।)
Sarkar-E-Do Aalam (S.A.W) SE Shab-E-Baraat main qabristaan jana sabit hai, lekin wo bhi bilkul akele khamoshi se, is mokay per qabristan main mahez ghumne phirne k liye jana, mela lagana ya khilaf-shara koi kaam karna munasib nahi.Is raat kin aamwar se bachna zaroori hai? : Shab-E-Baraat jo k bari fazilat wali raat hai, is main aksar hazraat la-ilmi main kharafat k martkab hote hain, khususan bache baroon ki sarparasti main aatish bazi karte hain, yeh bohat bara gunnah hai, Khususan dusroon kotakleef de kar khush hona issi tarahan paisoon ka zaya karna jo k israf hai aur Quran main Aesay logon ko Shetan ka bhai kaha hai. Is tarhan baz log toliyon ki surat main gup shup karte hain, ghibat aur gunnah k martakab hote hain, is se bachna bhi bohat zaroori hai. Baz Hazraat raat teen (3), char (4) baje tak jagte hain phir so jate hain aur Fajar ki namaz nahi parhte, yeh bhi sakth gunnah hai. Hadees main hai k ager banda Isha ki namaz jamat se parhe aur Fajar ki namaz parhe aur darmiyan main koi gunnah ka kaam na kare aur so jaye to is ki sari raat ibadat main shumar hoti hai.Aaye is mubrak raat main ehad (promise) karein k aainda koi gunnah ka kaam na kareinge, kisi ki haqtallfi na kareinge, apni zaat se bhalai aur deen ka kaam karenge aur is raat main hasb-e-istata'at, Tilawat, Zikar-o-Aazkar, Salat-ul-tasbeh aur nawafil ka Ehtamam karenge,

Admin
. Welcome to my blog! I'm ISHTIYAQUE SUNDER, the owner and author. Here, I explore the wisdom of Hadith, delve into Islamic teachings, and bridge the gap between faith and science. Join me on this journey of knowledge, where tradition meets modernity, and spirituality aligns with scientific inquiry." if you like my article Share my article |Comment on my article | hit LIKE also | Thank youyou may also like
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
You May Also Like
loading...
Subscribe Here
★⏤Subscribe here to received ""islamic Post notifications,
Popular Posts
-
अस्पताल में मरीजों का अधिकार - Rights of patients in hospital - अस्पताल जाते वक्त भी एक उपभोक्ता के नाते आपके कई अधिकार हैं। क्योंकि, स्वा...
-
पार्ट-2 अतीक अहमद:- आरंभ से अंत तक :-2 पोस्ट में अतीक अहमद पर आने से पहले समझिए कि "चांद बाबा" क्या था ? तब पोस्ट सही से समझ में आ...
-
ہمارے یہاں عموماً جمعہ کے خطبوں میں اور عام تقریروں میں والدین کے حقوق کے تعلق سے خاطر خواہ گفتگو ہوتی ہے، عمومی مزاج ایسا بنا دیا گیا ہے ...
-
परमाणु भी विभाजित किये जा सकते हैं प्राचीन काल में परमाणुवाद: atomism के दृष्टिकोण शीर्षक से एक सिद्ध दृष्टिकोण को व्यापक धरातल ...
-
Alqaab : ‾‾‾‾‾‾‾‾ ... Aa’la Hazrat, Mujaddeed e deen o millat, Imaam e Ahle sunnat, Azeem ul barkat, Faazil-e-Bareilvi. ********** Aa...
-
Alqaab : ‾‾‾‾‾‾‾‾ ... Qutub-e-Zamaan, Shaah-e-samundar. **************** Ek martaba aap ne ek aurat ko rote hue dekha. Aap ne ron...
-
पार्ट -1 अतीक अहमद:- आरंभ से अंत तक इलाहाबाद जंक्शन से हर सुबह एक तांगा सवारी बैठाती और खुल्दाबाद, हिम्मतगंज, चकिया पर सवारी उतारती चढ़ाती ज...
-
Alqaab : ‾‾‾‾‾‾‾‾ ... Owais-e-Dauraan, Gaus-e-Zamaan, Qutub-ul-Waqt. **************** . Aap ki wilaadat 1 Ramazaan 1208 Hijri (1...
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें