Astaghfar Ki Fazilat-Wa-Dua















Mahfum-e-Hadees: Nabi-e-Kareem(Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hain – -Jo Shakhs Astaghfar Ko Apne Uper Laazim Karle To Allah Uske Liye Har Tangi Se Nikal Ne Ka Rasta Nikal Deta Hai, Aur Har Gham-O-Pareshani Se Usey Nijaat Deta Hai, Aur Usey Aisi Jagah Se Rizq Deta Hai, Jis Ka Usey Guman Bhi Nahi Hota.” – (Abu Dawood, Ibn-e-Majah)
بسم الله الرحمن الرحيم
Astaghfar Ki Dua “
Astaghfirullahu Rabbi Min Kulli Zanbbiuw Watoobu Ilaih” “Ya Allah ! Magfirat Chahta Hu Har Kism Ke Gunaah Se Aur Mai Teri Baargah Me Taubah Karta Hu”
                                          Ameen! Allahumma Ameen ! 
Admin
Admin

. Hi i am Ishtiyaque Alam
From, INDIA, I love blogging, Design Web developing and writing, I like to learn and share technical skils to other, So please if you like my article Share Comment and hit LIKE | Thank you

3 टिप्‍पणियां:

You May Also Like

loading...